Kuch Baatein Lyrics from Kuch Baatein Song is latest Hindi song sung by Payal Dev & Jubin Nautiyal with music also given by Payal Dev . Kuch Baatein song lyrics are written by Kunaal Vermaa
Song Details:-
Song Title:- Kuch Baatein
Singer:- Payal Dev & Jubin Nautiyal
Lyrics:- Kunaal Vermaa
Music:- Payal Dev
Director By:- Ashish Panda
Music Producer By:- Aditya Dev
Vocals Recorded At By:- Aditya Dev’s Studio
Mixed &Mastered By:- Aditya Dev
Music Label On:- T-Series
Video Director By:- Ashish Panda
DOP By:- Prasad Bhende
Editor By:- Bunty Nagi
Cast:- Gurmeet Choudhary, Payal Dev, Musskan Sethi & Sana Khan
Executive Producer By:- MS Productions
Art Director By:- Sandeep Suvarna
Choreographer By:- Debo Suresh Nair
Line Producer (Nepal) By:- Nawaraj Thapa & Suresh Adhikari
Colorist By:- Prashant Sharma
Post By:- T-Series
Released Date:- 10 Mar 2022
“Kuch Baatein Lyrics”
Payal Dev & Jubin Nautiyal
Maana hum yahan hain
Dil magar wahan hai
Nadi door humse
Humsafar mera hai
Banke hawa aa bhi jaaun main lekin
Nahi jaanti uske dil mein hai kya
Kuch baatein hain kehni unse
Chahke bhi nahi keh paate hain
Jo mere dil mein hai uske hai ya nahi
Soch kar har dafa ghabraate hain
Kuch baatein hain kehni unse
Chahke bhi nahi keh paate hain
Sath tera humein har kadam chahiye
Zindgi mein humein sirf tum chahiye
Isse zyaada humein kuch nahi chahiye
Aarzu hai yahi mere ban jaiye
Tumhein maante hain khuda se bhi zyada
Hamari nazar se kabhi dekhna
Kuch baatein hain kehni unse
Chahke bhi nahi keh paate hain
Jo mere dil mein hai uske hai ya nahi
Soch kar har dafa ghabraate hain
Shaam woh aakhiri yaad hai aaj bhi
Hoke hum tum juda phir mile na kabhi
Dil yeh kehta raha rok lo tum humein
Tumne jaate huye kuch kaha hi nahi
Aankhon mien nahi ek aansu magar
Dil mein kitni barsaatein hain
Jaa rahe hain sanam mehfilon se teri
Pyaar tera yahin chhod jaate hain
Yeh dobaara kabhi aankhon mein na chubhein
Khaab tere sabhi tod jaate hain
Kuch baatein hain kehni unse
Chahke bhi nahi keh paate hain
Jo mere dil mein hai uske hai ya nahi
Soch kar har dafa ghabraate hain
“THE END”