No Regrets Lyrics from No Regrets Song is New Hindi Rap Song sung by Mukul Sharma with music also given by Mukul Sharma. No Regrets song lyrics are written by Mukul Sharma
Song Details:-
Song Title:- No Regrets
Singer:- Mukul Sharma
Lyrics:- Mukul Sharma
Composer:- Mukul Sharma
Music:- RO
Screenplay By:- PostGuru
Direction By:- PostGuru
DOP By:- PostGuru
Edit By:- PostGuru
VFX By:- PostGuru
“No Regrets Lyrics”
Mukul Sharma
Tujhse gila nahi
Tujhse gila nahi
Tujhse gila nahi
Kyu tu mila nahi
Kyu tu mila nahi
Kyu tu mila nahi
Sukhi zami hu main aur baarish ki bunde tu
If i were you main karta nahi ki jaise ki karti tu
Zehan mein ek sawal hai louder than my thoughts kyu
Bichad ke tujhse teri yaade nahi hai marti kyu
Tu ek sawal ek guroor ka zehan mein ab bhi
I wanna die par zimedarian khatam nahi
Yeh ghar ke masle aur hai ye tera masla aur hai
Main ladka hota nahi toh deta sab kuch kal pe chodh
Khali makan hai phir toh dil ka laye na koi saman
Bas uski bahe la do mujhko chahiye bus aaram
She knows ki pyaar itna karta hu i can die for her
She knows exactly jiske jaan bhi de sakte hum
Saari raat tujhko khone ka daar zehan se gaya he nahi
Tujhse bichada main to apne bhi ghar ko gaya he nahi
Mauth toh aasan nahi woh ek pal ka kehal hai
Daard ki numaish ho lekin maaza he nahi
Main aise he nahi phir muskuraya phir saari umar nahi
Par tu nahi toh shaurato ko lagi hai thokar he sahi
Yeh aasu kimti hai par zalim zamane mein bikte he nahi
Aandhero mein rehta hai dil dard kisi ko dikhta bhi nahi
Maharm bhi pass hai aur ilaj bhi karne ko dhundhe sabhi
Zaalim zamane bhi mujhko aaj bhi bahrosa hota he nahi
Kamzor ghar tha mera tufaan tera chehra
Saaream lutta par iss shehar par koi bhi dhyan deta he nahi
Aur phir pata hai kya hua
Raha bezar dila de yaar hisse ka mujhko pyaar
Maths mein kamzoor tha lagana aata nahi abhi tak hisab
Its do or die main marunga yeh baat paaki hai
Par yaade sataye toh aathve paane par padhna meri kitab
Duniya tamasha agar toh tune bhi khas kuch kiya he nahi
Main tere liye maar gaya
Tu mere liye jiya bhi nahi
Sawalo ka basta hai mere pass jawabo ki koi ummede nahi
Wafao ki baate karega kaun waafao se milega he nahi
Aandha nahi hai insaan bus dekhna nahi chahta
Aur mujhko bhi dardo se muh pherna nahi aata
Dimag aur dil mein chunna dil ko aasan nahi hai
Aur upar se halke kaamo mein mujhe maza nahi aata
Tujhse gila nahi
Tujhse gila nahi
Tujhse gila nahi
Kyu tu mila nahi
Kyu tu mila nahi
Kyu tu mila nahi
Matlab jaha bhi hai jaise bhi hai bus khush reh
Par tujhse koi gila nahi
“THE END”