Barsaat Lyrics from Barsaat Song is New Hindi Song sung by Himesh Reshammiya with music also given by Sanjeev Darshan. Barsaat song lyrics are written by Sameer Anjaan
Song Details:-
Song Title:- Barsaat
Singer:- Himesh Reshammiya
Music:- Sanjeev Darshan
Lyrics:- Sameer Anjaan
Guitar By:- Deepak Sinha
Mandolin By:- Chintoo Singh Wasir
Tabla By:- Shreedhara Chari & Sharafat Hussain
Dholak By:- Shreedhara Chari, Sharafat Hussain,
Mustak Khan & Shashikant Sharma
Mixed and Mastered By:- Salman Shaikh at HR Musik Studio
“Barsaat Lyrics”
Himesh Reshammiya
Dhadkan Bheegi, Saanse Bheegi
Raatein Bheegi, Baatein Bheegi
Jab Se Teri Meri Mulaqat Ho Gayi
Phir Barson Ke Baad Barsaat Ho Gayi
Jo Karni Thi Humko, Woh Baat Ho Gayi
Woh Baat Ho Gayi
Kaajal Tune Lagaya, Dil Mein Raat Ho Gayii
Jo Karni Thi Humko, Woh Baat Ho Gayi
Woh Baat Ho Gayi
Inn Boondon Ka Kab Se Mujhe
Tha Intezaar, Tujhe Kaise Bataun
Tere Liye Main Kis Kadar
Tha Bekaraar, Tujhe Kaise Bataun
Pyasa Main, Pyaasi Tu, Pyasa Pyasa Sama
Aa Gale Milke Isko Bujha Le
Bheega Mai Aur Tu Bhi Bheegi
Bheega Aalam, Bheega Mausam
BheegiBheegi Tu Bhi Mere Sath HoGayi
Phir Barson Ke Baad Barsaat Ho Gayi
Jo Karni Thi Humko, Woh Baat Ho Gayi
Woh Baat Ho Gayi
Kaajal Tune Lagaya, Dil Mein Raat Ho Gayi
Jo Karni Thi Humko, Woh Baat Ho Gayi
Woh Baat Ho Gayi
Anjaam Ki Fikr Nai Karte Wo
Jo Doobe Rehte Hai Aashiqon Ki Jannat Mein
Jabaz Hote Hain Woh Aashiq
Jo Tabaah Ho Jaate Hai
Ishq Pyar Aur Mohabbat Mei
Dhadkan Bheegi, Saansein Bheegi
Raatein Bheegi, Baatein Bheegi
JabSe Teri Meri Mulaqat Ho Gayi
Phir Barson Ke Baad Barsaat Ho Gayi
Jo Karni Thi Humko, Woh Baat Ho Gayi
Woh Baat Ho Gayi
Kaajal Tune Lagaya, Dil Mein Raat Ho Gayi
Jo Karni Thi Humko, Woh Baat Ho Gayi
Woh Baat Ho Gayi
“THE END”