Jab Saiyaan Lyrics from Gangubai Kathiawadi Movie Jab Saiyaan Song is latest Hindi song sung by Shreya Ghoshal with music also given by Sanjay Leela Bhansali. Jab Saiyaan song lyrics are written by A M Turaz
Song Details:-
Song Title:- Jab Saiyaan
Singer:- Shreya Ghoshal
Lyrics:- A M Turaz
Music:- Sanjay Leela Bhansali
Music Arrangered By:- Shail Hada
Recorded At:- Wow & Flutter Studio (Tanay Gajjar).
Recording Studio At By:- Sonic Bliss Studio
Song Mixed & Mastered By:- Kunal Dabholkar
Post By:- Saregama Music
Released Date:- 15 Feb 2022
“Jab Saiyaan Lyrics”
Shreya Ghoshal
Jab Saiyaan aaye shaam ko
Toh lag gaye chaand mere naam ko…
Jab Saiyaan aaye shaam ko
Toh lag gaye chaand mere naam ko…
Sar pe rakh ke naach phiri main
Har jalte hue ilzaam ko!
Jab Saiyaan aaye shaam ko
Toh lag gaye chaand mere naam ko…
Diwaaro’n dar, Chaukhat wokhat
Ban gaye hai, sab saheli
Ye kuch pooche , wo kuch pooche
Kitne jawab du’n main akeli
Hazaaron kaam mil gaye hain
Yu’n baithe bithaye iss nakaam ko
Jab saiyaan aaye shaam ko
Toh lag gaye chaand mere naam ko…
Khudko dekhne tak ki bhi fursat mujhko nahi milti…
Unke ishq ke noor ke aage shamma, nahi jalti.
Khudko dekhne tak ki bhi fursat mujhko nahi milti…
Unke ishq ke noor ke aage shamma nahi jalti
Laakhon naaz lag gaye hai
Phir guroor ke iss badnaam ko
Jab saiyaan aaye shaam ko
Toh lag gaye chaand mere naam ko…
Sar pe rakh ke naach phiri main
Har jalte hue ilzaam ko
“THE END”
(हिंदी में)
जब सैयां आए शाम को
तो लग गए चांद मेरे नाम को…
जब सैयां आए शाम को
तो लग गए चांद मेरे नाम को…
सर पे रख के नाच फिर मैं
हर जलते हुए इल्जाम को!
जब सैयां आए शाम को
तो लग गए चांद मेरे नाम को…
दिवारों दर, चौखत वोखाटी
बन गए हैं, सब सहेली
ये कुछ पूछे, वो कुछ पूछे
कितने जवाब दून मैं अकेले
हज़ारों काम मिल गए हैं
यूं बैठे बिठाये इस नाकाम को
जब सैयां आए शाम को
तो लग गए चांद मेरे नाम को…
खुदको देखने तक की भी फुर्सत मुझे नहीं मिलती…
उनके इश्क के नूर के आगे शम्मा, नहीं जलती।
खुदको देखने तक की भी फुर्सत मुझे नहीं मिलती…
उनके इश्क के नूर के आगे शम्मा नहीं जलती
लाखो नाज़ लग गए हैं
फिर गुरूर के इस बदनाम को
जब सैयां आए शाम को
तो लग गए चांद मेरे नाम को…
सर पे रख के नाच फिर मैं
हर जलते हुए इलज़ाम को
“समाप्त”